Disneyland 1972 Love the old s

NAMAZ KE ANDAR 7 FARZ HAI.USKO NAMAZ KI SIFAT KAHTE HAI
(1)
pahla farz tahreema hai. Tahreema kahte hai.pahli takbeer jo namaz shoro karte time kahte hai.

(2)
dosra farz Qayaam hai aur Qayaam kharhe hone ko kahte hai

(3) teesra farz.qerat hai.or quran parhne ko qerat kahte hai.(masla) namaz mein 1 barhi ya 3 choti ayat parhna farz hai.


(4) chautha farz
namaz ka roko hai.aur roko k mana peeth jhukana hai.

(5)
panchwa farz namaz ka sajda hai.sajde k mana zameen par peshani rakhna.(aur sajde hi me peshani or naak dono lagao.

(6)
chata farz qaida akhira hai.yani aakhri me baithna is qadar ki tashhud parh sake.(tashhud-yani attahiyato lillahi)akhir tak

(7)
satwa farz namazi ka namaz se bahar aana.us kaam ke sabab se jo namaz tabah kar dene wala hai.